Hame Kya Pata ThaHame kya pata thaMosam aise ro padega....Hamne toh aasma ko bas apni dastan sunai thi...!
Har Ek Harf-e-Aarzoo KoHar ek harf-e-aarzoo kHar ek harf-e-aarzoo ko dastan kiye hueZamana ho geya hai un ko mehaman kiye hueSuroor-e-aish talkhi-e-hayat ne bhula diyaDil-e-hazin hai bekasi ko hijr-e-jaan kiye hueKali kali ko gulistan kiye hue wo aayengeWo aayenge kali kali ko gulistan kiye hueSukoon-e-dil kee raahton ko un se maang loonSukoon-e-dil kee raahton ko bekaran kiye hueWo aayenge to aayenge junoon-e-shauq ubharneWo jayenge to jayenge tabahiyan kiye hueMain un kee bhi nigah se chhupa ke un ko dekh loonKi un se bhi hai aaj rashk badguman kiye hue
Hamare Ashk Mein Apka Khwab Chupa HaiHamare ashk mein apka khwab chupa haiHamari khushi mein aapka ehsas chupa haiTum hamari dastan mein raho ya na rahoLekin is dil mein hamesha aapke liye pyaar chupa hai
Ek Ajeeb Dastan HaiEk ajeeb dastan hai, mere afsaane keeMaine pal pal kee kosish, uske pass jaane keeNaseeb the meri ya, sazish zamane keeDoor hui mujhse utni, jitni umeed thi kareeb aane kee
Ek Ajeeb Dastan Hai Mere Afasane KiEk ajeeb dastan hai mere afasane kiMaine pal pal koshish ki tere pas aane kiKismat thi meri ya sazish zamane kiDoor hue itna jitni ummeed thi kareeb aane ki
Dosti Di Dastan Jado Waqt Sunave GaDosti di dastan jado waqt sunave gaMainu ek shaks jaroor yaad ayugaBhul jan gay jindgi de sare gumJadon tere naal bitaya oh pal yaad ayuga